Kya aapka baccha lagatar ro raha hai aur kaan ko kheench raha hai?
Published
Chote bacche apna dard bolkar nahi bata paate, isliye unke vyavhaar (behavior) ko samajhna bahut zaroori hai. Baccho mein kaan ka dard (Ear Pain) aksar infection ya cold ki wajah se hota hai, jise sahi samay par pehchanna zaroori hai.